Sharepedia

Your Daily Dose Of Fun & Entertainment

Advertisement

Ads Here

Sunday, 16 July 2017

Kya Hai Aapki Personality - Jaaniye 5 minute me.

Hey readers welcome back to Sharepedia. Hope everything is going well. Friends aaj ki is new post me mai aapko aapki personality ke baare me btaunga. Aapki Personality kaisi hai. So pls aap is new post ko last tak read kijia ga. 



Personality word की उत्पति latin word persona se hui hai jiska मतलब hai ‘mask’ yaani मुखोटा. har इंसान me kuch विशेष गुण ya विशेषताएं (qualities) hoti ho jo dusre इंसान me nahi hoti. इन्हीं गुणों and विशेषताओं ki wajah se he har इंसान ek dusre se alag hote hai. Kisi bhi इंसान ke इन गुणों ke collection ko he us इंसान ki personality yaani ki व्यक्तित्व kha jata hai. आम log personality ka matlab us व्यक्ति ke बाहरी रूप  ko समझते hai jo ki sahi nahi hai.



• Ye bhi padhe - How to make your life successful - Top 5 tips and tarike 



मनोविज्ञानिकों ने personality ko 4 parts me बाटा hai jisse aap aasani se pta lga sakte hai ki aap kis personality ke इंसान hai.



Kya Hai Aapki Personality - Jaaniye sirf 5 minute me.



Kya Hai Aapki Personality - Jaaniye 5 minute me.
Personality Matters ☺
         

Types of personality :- 




○ Type A personality -


Is tarah ke log adhiktar स्पर्धाशील hote hai. Wo har kaam me ruchi lete hai. Lekin aise log bhauat jaldi उत्तेजित ho jaate hai jiski wajah se wo high blood pressure ka shikaar ho jaate hai. वे har kaam me jaldi मचाते hai islia hmesa संघर्ष karte dhikhai dete hai. is type ke log gusse, शत्रुता, or आक्रमकता ki wajah se bhauat jaldi विचलित ho jaate hai. Inme Dil ki बीमारियो ki संभावना bhauat jayda hoti hai.






○ Type B personality -


Is tarah ke logo me competition ki भावना nahi hoti hai. Aise log शांत or सहनशील hote hai. Ye kisi bhi situation me jaldi se jhagra nahi karte. Ye apni emotions or feelings ko khul ke express nahi karte. Ye stress ka jam-kar saam-na karte hai. Ye ज़िंदगी me ati safalta ke इच्छुक nahi hote hai. Aise log apni ज़िंदगी se satisfy hote hai. Aise logo ko he safal or खुशहाल insaan kha jata hai.


• Must Read - Virat Kohli ke baare me Intresting Facts 




○ Type C personality -


इस तरह वाले लोग nature मे attractive और शांत दिखाई देते है। ये कभी भी अपना गुस्सा किसी दूसरे पर नहीं निकालते। ये अपनी emotions और feelings को दबाने मे सक्षम होते है। वे सुस्त, निराश, और नकरात्मक सोच वाले होते है। कई बार ये अपनी आवश्यकताओ को भी नकार देते है। ऐसे लोग खुद को अकेला महसूस करते है। उनका बचपन अकेलेपन से ही शुरू होता है। उनका behavior ऐसा होता है जो कैंसर के जोखिम को बड़ा देता है।







○ Type D personality -


इस तरह के  लोग अत्यधिक कष्ट सहन करते है। ये भी अपनी emotions को निरंतर रूप से दबाते है। ऐसे लोग दूसरे लोगो से अपनी भावनाए साजा नहीं करते क्योकि उन्हे हमेशा नकारे जाने का डर सताता है। इस तरह के लोगो मे heart attack के chance काफी ज्यादा होते है। इनका समय से पहले मरने का काफी ज्यादा खतरा रहता है। ये generally खराब किस्म की ज़िंदगी जीते है।





○ Final Words From My Side -


Ab aap jaan he gye honge ki aapki or aapke karibi dosto ki Kya personality hai or uske kya faayde or nuksaan hai. dosto yaad rakhiyega ki insaan apni personality se he jana jata hai. If you want succes in you'r Life then firstly improve and make your personality !



Pls Note - hey guys thanks for giving your valuable time for reading this post and guys if you like this article then pls share this article to your friends and to social media pages.  Bye Take care 😘☺

No comments:

Post a Comment